Yaaden teri rakh dii hain sambhal kar, |
|
Yaaden teri rakh dii hain sambhal kar,
Door kaheen is dil se nikal kar.
Sab kuch to vapas le liya hai ap nay door jaa kar,
in yaadon ko bhi lay jana kisi roz aa kar..... |
Views : 842 Rating : 2.5 Read More... |
|
Aj phir khuda nay hum se pucha, |
|
Aj phir khuda nay hum se pucha, tera hansta chera udas kyon hai,barasti ankhoon mein pyas kyon hai,jin ki nazroon mein tum kuch bhi nahi,woh tumhare liye itna khas kyon hai..... |
Views : 654 Rating : 2.5 Read More... |
|
Nazar milake humse nazar chura na lena, |
|
Nazar milake humse nazar chura na lena,Dost bana k hame gava na dena.Mana k hum door hain apse, isi baat ko bahana banake hume bhulana dena..... |
Views : 705 Rating : 1.75 Read More... |
|
Rishta aisa hona chahiye jo hame apna maan sake, |
|
Rishta aisa hona chahiye jo hame apna maan sake,hamare har dukh ko jan sake,chal rahe hon agar hum tez barish me,phir bhi wo pani me se aansu ko pehchan sake..... |
Views : 514 Rating : 2.5 Read More... |
|
Phool khiltay rahay zindagi |
|
Phool khiltay rahay zindagi ki raah main
Roshni cahamakti rahay aap ki nigah main
Kadam kadam per milay khushi ki bahar aap ko
Dil deta yahi dua baar baar ap ko..... |
Views : 505 Rating : 2.5 Read More... |
|
Log kehte hain dukh baantne se kam hota hai |
|
Log kehte hain dukh baantne se kam hota hai
woh kehte hain sukh baantne se badhta hai
lekin ye dil apne dukh baantna hi nahin chahta
kehta hai...
woh doosron ko apne dukhon se dukhi karna nahin ch.... |
Views : 599 Rating : 1.75 Read More... |
|
Kuch to baat hogi jo tu bewafaa nikali.... |
|
Kuch to baat hogi jo tu bewafaa nikali....
mohabbat to tune bhi beshumaar ki thi;
Aaj maana tu nahi meri raahon mein...
kuch door hi sahi..sang to tu hi chali thi!!!.... |
Views : 492 Rating : 2.5 Read More... |
|
Aati hai aahat tumhari kisi ke bhi paas aane pe , |
|
Aati hai aahat tumhari kisi ke bhi paas aane pe ,
par hum kuch nahi kehte logo ke tohmat lagane pe ,
aapke na milne pe bhi yeh zindgi ko jee lenge ,
har zakhm duniya ke hum has ke bhi see lenge ,.... |
Views : 461 Rating : 2.5 Read More... |
|
Yaad aati hai to hum is dil ko rok lete hain , |
|
Yaad aati hai to hum is dil ko rok lete hain ,
aanchal na mile to ashq haathon se ponch lete hain ,
marham na mila to zakhmon ko bahne dete hain ,
dard dil mein rakhkar dhadkan ko sahne dete hain ,.... |
Views : 545 Rating : 2.5 Read More... |
|
|
kya aandaz hai
kya jalwa hai
kya style hai
aur kya smile hai
call to karte nahi sirf miss call
aur garv se kehte ho ki mere pas
mobile hai........... |
Views : 555 Rating : 4.125 Read More... |
|
Phool bina.....Khushboo bekaar |
|
Phool bina.....Khushboo bekaar
Chand bina.....Chandni bekaar
Pyar bina.....Zindagi bekaar
Mere SMS bina.....Tumhara MOBILE bekaar!!!!!.... |
Views : 480 Rating : 2.5 Read More... |
|
Jab bhi kahayal aya to aap ka aya, |
|
Jab bhi kahayal aya to aap ka aya,
Ankhien bandh ki to Khuwab aap ka aya,
Socha yaad karlon kisi apney ko,
pal do pal hounth khule to naam aap ka aya..... |
Views : 510 Rating : 2.5 Read More... |
|
Khuwab dekha bhi nahi or toot gaya, |
|
Khuwab dekha bhi nahi or toot gaya,
Wo hum sa mila bhi nahi or rooth gaya,
Hum jagtay rahe or duniya soti rahi,
ek akeli barish thi jo sath roti rahi........ |
Views : 460 Rating : 2.5 Read More... |
|
Inkaar ko iqraar kehte hain, |
|
Inkaar ko iqraar kehte hain,
Khamoshi ko Iszhar kehte hain,
Kya dastur hai is duniya ka yaar,
Ek dhokha hai jise sab pyar kehte hain...!.... |
Views : 496 Rating : 2.5 Read More... |
|
|
Na pucho haqeekat mere fasane ki,
us k jane k baad badal gaye nazar zamane ki,
log puchte hain main khush kio nahi hu,
kya kahun meri to adat thi us k sang muskurane ki..... |
Views : 388 Rating : 2.5 Read More... |
|
Manzil door or safar bhut hai, |
|
Manzil door or safar bhut hai,
Chote se dil ki fikar bhut hai,
Mar dalti kab ki ye duniya hame,
Magar aap ki duaoon main asar bhut hai..... |
Views : 460 Rating : 1.75 Read More... |
|
Kash koi hum per bhi pyar jatata* |
|
Kash koi hum per bhi pyar jatata*
Humare Ankhon ko apne hathon sa chupata*
Hum ghabra kar puchte kon ho tum*
Muskrua k woh apne aap ko Hamari jan batata*.... |
Views : 533 Rating : 2.5 Read More... |
|
Waqt mohtaaj nahi manzilon ka |
|
Waqt mohtaaj nahi manzilon ka=^=
waqt har manzil dikha deta hai=^=
Marta nahi koi kisi se juda ho kar=^=
waqt sab ko jeena sikha deta hai=^=.... |
Views : 724 Rating : 4.53125 Read More... |
|
Deta raha fareeb koi sadgi k sath.. |
|
Deta raha fareeb koi sadgi k sath..
Itna bada mazak mere zindagi k sath,
Shayad mili saza us jurm ki mujhay,
k mujhay hai payar 1 ajnabi k sath..... |
Views : 600 Rating : 2.5 Read More... |
|
Ret par naam likha nahi karte, |
|
Ret par naam likha nahi karte,
kyuki wo naam tika nahi karte,
Maana ki patthar dil hai hum,
magar patthar par likha naam mita nahi karte...!.... |
Views : 643 Rating : 2.5 Read More... |
|
|
|
|
|
|..Next >>
|